Saturday, October 19, 2013

Happy Birthday: Bollywood's He-Man 'Sunny Deol' Turns 57

By Niloufer Khan / INN Live

Sunny Deol is known for his powerful voice and distinct style of dialogue delivery. Over the years, he has created a space for himself in the Hindi film industry through catchy one liners. The actor was born on October 19, 1956 as Ajay Singh Deol. Today is his 57th birthday, and on this occasion we have compiled a list of his 20 smashing dialogues. 

1. Ek kagaz par mohor nahi lagegi toh kya Tara Pakistan nahi jayega. (Gadar)
 
2. Mard banne ka itna shauk hai na Katya toh kutto ka sahara lena chhod de. (Ghatak) 

3. Utaar ke phenk do ye wardi aur pehan lo Balwant Rai ke naam ka patta apne gale mein...Balwant Rai ke Kutton. (Ghayal) 

4. Yeh dhai kilo ka haath jab kisipe padtha hai na, toh aadmin ut-tha nahi uthh jaata hai. (Damini) 

5. Tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh milti gayi My Lord, Per insaaf nahi mila. (Damini) 

6. Bhoon dalo dushmanon ko, kaat daalo insaanon ko, aaj hum apne khoon se dhoyeinge tere charan, Maa Tujhe Salaam. (Maa Tujhe Salaam) 

7. Paanch baje ke baad shuru hoti hai Deva ki adalat. (Ziddi) 

8. Agar saaton ek hi baap ke hain toh ruk nahi toh kasam ganga maiya ki...ghar me ghus ghus ke maaroonga, saaton ko ek saath maaroonga. (Ghatak) 

9. Yeh mazdoor ka haath hai, loha pighlakar uska aakar badal deta hai. (Ghatak) 

10. Judge order order karta rahega aur tu pit ta rahega, pit ta rahega. (Damini) 

11. Chilaaoo mat nahin toh yeh case yahin rafa dafa kar doonga. Na tarikh na sunwaiee, seedha insaaf woh bhi taabartod. (Damini) 

12. Agar aapka Pakistan zindabad hai toh isme haemin koi aitraaz nahi lekin hamara Hindustan zindabad tha aur zindabad rahega. (Gadar) 

13. Rab di sau agar mujhe gussa aagaya na toh main aisi dhulai karoonga, aisi dhulai karoonga ki na koi dawa kaam aayegi aur na hi dua. (Yamla Pagla Deewana) 

14. No if no but, sirf jatt! (Jo Bole So Nihaal) 

15. Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon. (Jeet) 

16. Jatt risky after balti bhar whiskey. (Yamla Pagla Deewana) 

17. Main sapne nahi dekhta kyunki main khud ek bura sapna hoon. (Farz) 

18. Main tumhare accountant ka beta hoon aur ye pitai tumhare account mein bahut dino se likhi thi. (Arjun) 

19. Kajal, tum meri ho. In haathon ne hathiyaar chhode hain, unhe chalana nahi bhule. Agar iss chaukhat pe baraat aayi toh doli ki jagah arthiyan uthengi. Laashein bicha dunga laashein. (Jeet) 

20. Gunde aur gundagardi yahin se janam lete hain jise aap police station kehte hain. (Qahar)

No comments:

Post a Comment